best laptop kaun sa hai | best laptop kaise buy kare
App sab ka sawgat hai hamare ek new fresh blog post mein .ajj jis topic par baat karne ja rahe hai ,uska name aapko title se pata chal hi gya hoga .agar aapko janana hai best laptop kaise buy kare aur kis company ka laptop sabse best hai .aur kis company ki service sabse achi hai .
jisse ki agar future mien hamien koi bhi problem aati hai .toh hamien jayada problem na ho.Doasto baat karu laptop ki toh sabhi company apna apna laptop banati hai .aur aapko jo jayada dekhne ko milta hoga .
wo dell aur hp company ke laptop aapko jayada Dekhne ko milta hoga .kyoki iska market bhut bada hai .log iss company ke product kafi ache hote hai .agar appp bhi online kaam karte hai .jimein ki aap bhi chahte hai ki koi bhi kaam kare toh aapka laptop hang na kare aur hamien koi bhi problem na ho .
aur wo hamare badjet mien feet ho .toh iss post ko aapko pura padhna hai .isse aapko pata chal jayega ki aapko kon sa laptop kharidna chahye .
Agar aapko laptop kharidna hai .toh aapko dell aur hp company ke laptop aapko kharidna chahye kyoki inke product kafi achi hote hai .
aur market mien inka name hai.aur latoptop kam se kam aapko apne budjet aur aapko jiss topic par work karna ha usi parpase se aapko dekhna chahye .aur jo bhi kaam ke liye aapko kitni ram wali laptop need hai .uss ke hissab se hi kahridna chahye .
matlab ki agar aapko sirf blogging karni hai .toh sirf aapko 1gb ram wali laptop bhi chal jayegi .shuru mien blogging mien invest karne ke liye har kisi ke pass money nhi hota . isliye blogging mien sirf aapko content written karna hai .
aur thoda bhut website ki setting karna hota hai.jab aapke pass money a jaye phir aapke pass jab money a jaye toh app laptop phir baad mien acha company ka kharid sakte hai .Agar aapko coding karna hai .yani aap app developer karna chahte hai .
toh aapko 3gb se upper wali laptop leni chahye waise 1gb mein bhi kaam chal jaata hai .but jitna achi ram hogi utna hi laptop acha performance deti hai .isliye aapko dekhna chahye ki app jitna badi ram wali laptop purchase kar sakte utna hi aapke liye best hoga .
Kyoki jald hi upgrade kar lena .agar aapko latop lene mien koi pareshani ho rahi .kaha se buy kare online toh koi product online lene se pahle aapko baki jagah cheak kar lena chahye ki wo baki platform par hamien kitni mien mil raha hai .
Kyoki sabhi platform ke price alag alag hote hai .baki product bilkul hi same hoti hai .Bai app jab bhi app kuch bhi online kharidne jaat hai .toh aapko third paty ke through jana chahye jise ki aapko kuch profit commission aapko mile .
Laptop kharidne par cashback kaise paye
Hum koi bhi laptop online purchse karne par cashback kaise paye .daosto aapko pata hi hoga. Ki online jitney bhi shopping website hai .wo sab affilates par kaam bhi karti hai .
sabse upper jo affilates mien jiska name wo cashkaro hai .agar app inke through koi bhi product buy karte hai .toh aapko bhari cashback aapko milta hai .
Isliye agar app laptop kharidne j rahe hai toh aapko cashkaro ke through jaana chahye jisse ki agar koi bhi app saman cashkaro ke through buy kare toh aappko uss par cashback mile jisse ki aapko kuch profit milega .
Aur uss cashback ko cahhye toh app bank mien bhi le sakte hai .
Post a Comment